bachhi ke skin ke liye liya
meri teenage daughter ko skin texture ka thoda issue ho rha tha toh socha ye mild sa try karein. bht darr lag rha tha pehle ki harsh na ho jaye par iska texture itna lightweight hai aur jaldi absorb ho jata hai ki koi rednes ya irritation nhi hui. abhi kuch weeks se use kar rhi hai aur skin kafi smooth lag rhi hai. sach me relief mila.